Monday, August 14, 2017

Mohd Areeb

Ek Mobile Me Unlimited Facebook Account Kese Use Karen

Ek Mobile Me Multi Facebook Accounts

Hello Friends Kese Hen Ap Sab Umeed Karta Hun Thik Hi Honge Me Mohammad Areeb Wapas Aya Hun Ek New Trick Ke Sath Jisme Ap Ek Ho Android Mobile Me Ek Hi App Me Jitne Chahe Utne Fcacebook Account Use Kar Sakte Ho To Friends Mene Dekha He Ziyadatar Log Pareshan Rehte Hen Ke Hum Ek Time Me Ek Hi Facebook Account Use Kar Pate Hen To Unke Liyen Yeh Trick Best Rahegi To Friends Start Karte Hen.

Multi Facebook Accounts App Use Karne Ke Faiday

  • Ap Ek Waqat Me Kai Facebook Accounts Use Kar Sakenge.
  • Apko Bar Bar Apna Email Or Passwords Enter Nhi Karna Padega.
  • Ap Ek Time Me Kai Facebook Account Use Kar Ke Apne Friends Se Prank Kar Sakte Ho.
  • App Is App Se Facebook Ki Koi Bhi Video Or Photo Asani Se Save Kar Sakte Hen

Ek Mobile Me Multi Facebook Accounts Kese Use Karen

Sabse Pehle Friends Ap Mere Diye Gaye Link Se Woh App Download Karen Jis Se Ap Unlimited Facebook Accounts Chaliyenge.



App Logo Take Apko Seach Karne Me Asani Ho


Cover art



↓↓↓↓




To Friends Me Man Kar Chal Raha Hun Ke Apne Woh App Apne Mobile Me Installed Kar Liya He Jab Ap App Ko Open Krenge To Apko Welcome Ka Page Dikhai Dega Jab Ap Use Slide Karnge To Welcome To Facebook Ka Page Khulega.



Ziyada Help Ke Liyen Niche Image Me Dekhen





Ap Usme Apna Facebook Account Login Kariye Login Karne Ke Bad Jab Ap Us App Ko Use Karenge To Ap To Chalene Me bhi Thik Lagega Kafi Maza Aiyega Ap Niche Image Me Dekh Sakte Hen Iske Features.








Jab Fb Log out Kar Denge To Ap Dekhenge Ke ApkiFacebook Id Or Password Save Ho Gaya He Ap Wahan Se Apne Name Par Click Karenge To Apka Fb Account Direct Open Hoga Bina Fb Email Or Password Ke To Ap Gabhraiyga Nhi Us App Ne Apka Email Or Passwords Save Kar Liya He Koi Dikkat Ki Bat Nhi He Iska Koi Galat Faida Nhi Uthyega Agr Apko isse Problem He To Right Side Me Setting Ke Option Par Click Kar Ke Id Remove Kar Sakte Hen Lekin Me Apko Bata Dun Ap Agar Wahan Se Id Remove Karte Ho To Dubara Login Karna Hoga Lekin Ap Remove Na Karke Usme Passwords Set Kar Sakte Hen Kisi Bhi App Lock Ki Madad Se To Friends Aj Ka Post Apko Kesa Laga Is Trick Ki Madad Se Ap Jine Chahe Facebook Account Ek Sath Ek Hi App Me Save Kar Sakte Ho.




Friends Ummid Karta Hun Apko Mera Ajka post Achcha Laga Hoga Is Post Ko Jitna Ho Sake Utna Share Karen Social Sites Or WhtasApp Par Bhi Agr Apko Isme Koi Dikkat Aiye To Ap Mujhe Niche Comment Box Me Hame Bata Sakte Hen.
Achcha Friends Ab Alvida Chahunga Phir Milunga New Tricks Ke Sath Jab Tak Ke Liyen Bye & T.C.


Read More