Monday, August 14, 2017

Mohd Areeb

Ek Mobile Me Unlimited Facebook Account Kese Use Karen

Ek Mobile Me Multi Facebook Accounts

Hello Friends Kese Hen Ap Sab Umeed Karta Hun Thik Hi Honge Me Mohammad Areeb Wapas Aya Hun Ek New Trick Ke Sath Jisme Ap Ek Ho Android Mobile Me Ek Hi App Me Jitne Chahe Utne Fcacebook Account Use Kar Sakte Ho To Friends Mene Dekha He Ziyadatar Log Pareshan Rehte Hen Ke Hum Ek Time Me Ek Hi Facebook Account Use Kar Pate Hen To Unke Liyen Yeh Trick Best Rahegi To Friends Start Karte Hen.

Multi Facebook Accounts App Use Karne Ke Faiday

  • Ap Ek Waqat Me Kai Facebook Accounts Use Kar Sakenge.
  • Apko Bar Bar Apna Email Or Passwords Enter Nhi Karna Padega.
  • Ap Ek Time Me Kai Facebook Account Use Kar Ke Apne Friends Se Prank Kar Sakte Ho.
  • App Is App Se Facebook Ki Koi Bhi Video Or Photo Asani Se Save Kar Sakte Hen

Ek Mobile Me Multi Facebook Accounts Kese Use Karen

Sabse Pehle Friends Ap Mere Diye Gaye Link Se Woh App Download Karen Jis Se Ap Unlimited Facebook Accounts Chaliyenge.



App Logo Take Apko Seach Karne Me Asani Ho


Cover art



↓↓↓↓




To Friends Me Man Kar Chal Raha Hun Ke Apne Woh App Apne Mobile Me Installed Kar Liya He Jab Ap App Ko Open Krenge To Apko Welcome Ka Page Dikhai Dega Jab Ap Use Slide Karnge To Welcome To Facebook Ka Page Khulega.



Ziyada Help Ke Liyen Niche Image Me Dekhen





Ap Usme Apna Facebook Account Login Kariye Login Karne Ke Bad Jab Ap Us App Ko Use Karenge To Ap To Chalene Me bhi Thik Lagega Kafi Maza Aiyega Ap Niche Image Me Dekh Sakte Hen Iske Features.








Jab Fb Log out Kar Denge To Ap Dekhenge Ke ApkiFacebook Id Or Password Save Ho Gaya He Ap Wahan Se Apne Name Par Click Karenge To Apka Fb Account Direct Open Hoga Bina Fb Email Or Password Ke To Ap Gabhraiyga Nhi Us App Ne Apka Email Or Passwords Save Kar Liya He Koi Dikkat Ki Bat Nhi He Iska Koi Galat Faida Nhi Uthyega Agr Apko isse Problem He To Right Side Me Setting Ke Option Par Click Kar Ke Id Remove Kar Sakte Hen Lekin Me Apko Bata Dun Ap Agar Wahan Se Id Remove Karte Ho To Dubara Login Karna Hoga Lekin Ap Remove Na Karke Usme Passwords Set Kar Sakte Hen Kisi Bhi App Lock Ki Madad Se To Friends Aj Ka Post Apko Kesa Laga Is Trick Ki Madad Se Ap Jine Chahe Facebook Account Ek Sath Ek Hi App Me Save Kar Sakte Ho.




Friends Ummid Karta Hun Apko Mera Ajka post Achcha Laga Hoga Is Post Ko Jitna Ho Sake Utna Share Karen Social Sites Or WhtasApp Par Bhi Agr Apko Isme Koi Dikkat Aiye To Ap Mujhe Niche Comment Box Me Hame Bata Sakte Hen.
Achcha Friends Ab Alvida Chahunga Phir Milunga New Tricks Ke Sath Jab Tak Ke Liyen Bye & T.C.


Read More

Wednesday, June 14, 2017

Mohd Areeb

30 June Ke Bad Har Koi WhatsApp Nhi Use Kar Sakega, Janiye Kahin Ap Bhi Isme Shamil To Nhi

Hey Friends

Kese Hen Ap Sab Aaj Me WhatsApp Users Ke Liyen Ek Bohot Buri  Or Ek Bohot Achchi Khabar Le Kar Aya Hun. To Start Karte Hen Buri Yani  BAD News Se. Apko Yaad He 
Apne abhi New Year Ke Starting Me Apne Ek News Suni Hogi Jis Me Bataya Ja Raha Tha Ke WhatsApp Ab Har Phone Me Use Nahi Ho Paiyega Lekin Phir Company Ne  Yeh Bat Tal Di Thi  Ab Company Ne Is Bat Par Dubara Action He Ke 30 June Ke Bad Lakhon/(crore)  Users Nhi Use Kar Paiyenge Is Messenger Ko..


BAD NEWS (BURI KHABAR)





Kya WhatsApp Band Hone Wala He Doston Ap Ghabraiye Nhi Darasal Company Ne Bataya He Ke Whatsapp Unhi Users Ke Liyen Band Hoga Jinke Smart Phones Nokia Symbian S40, Nokia Symbian S60, Blackberry 10, iphone 3Gs, iphone 6, Windows 7.1, Android 2.2, or Andoid 2.1 & Kuch Java Mobiles Jin Me Java Support Karta He Un Mobile Me Bhi

WhatsApp Company Se Pat Laga He Ke In Mobile Me WhatsApp Ke New Features Update Karne Me Inko Kafi Pareshaniyon Ka Samna Krna Padhta He Jis Ke Waja Se Company In Mobile Me Ab WhatsApp Band Kar Rahi He Kyun Ke Company Chahti He Ap Sab Apni Family, Friends, Or Relatives Se Jude Rehne Ke Sath Sath WhatsApp Ke New Features Use Karne Ko Milen Isliyen Me Apko Salah Dunga Ke Market Se Ek Achcha Smart Phone Lelen Jisse Apko Koi Pareshani Na Ho Or Ap Bina Kisi Problem Ke WhatsApp Use Kar Saken.

Wese Bhi Ab To Mobile Phones Ka Competition Itna He Ke Apko 6K(6,000)  Yah 7K (7,000)
Tak Ki Rang Me Kafi Achcha Smart Phone Mil Jaiyega 4.0 Jelly bean Se Upper Wale Android Users Ko Pareshan Hone Ko Zaroorat Nhi Hen. 


KYA AP JANTE HEN


Kya Apko Pata He WhatsApp Ke Duniya Bhar Me 100 Crore Se Ziyada Uers Hen Jin Me Se Copony Ab Normal Operating System Walon Ko Kho Degi Whi Users Jinke Mene Uper Nam Liyen Wahi Mobiles Users Karne Wale Users. WhatsApp Ko Duniya Bhar Me Daily 340  Million Se Bhi Ziyada Mints Use Kiya Jata He. Or Daily 55 Million Se Bhi Ziyada User Video Callig Features Use Karte Hen Or Daily 70 Million Se Bhi Ziyada Users Iska Voice Call Features Use Karte Hen.


Good NEWS (ACHCHI KHABAR) 


Iske Alawa WhatsApp Ne Hall  Hi Me Apne OS User Yani iPhone Users Ke Liyen 3 New Features Update Kiye The Lekin Ab WhatsApp Ek Or New Feature Lane Ja Raha He Shayad Apko Pata Hoga Jis Feature Ka Nam He Revoke  Is Features Ki Madad Se Ap Apne Trough (Duwara) Send Kiye Gaiye Msg Ko Delivered  Hone Se Pehle Use Ap Cancel Kar Sakenge...

To Doston Aj Ke Liyen Itna Hi Kuch New Trick Ke Sath Apko Mera New Post 30 June Ke Bad Har Koi WhatsApp Nhi Use Kar Sakega, Janiye Kahin Ap Bhi Isme Shamil To Nhi Kesa Laga Mujhe Niche Comment Me Zroor Batiyen.
Read More

Saturday, May 20, 2017

Mohd Areeb

Ek Mobile Me 99 WhatsApp Accounts Kese Use Karen

Hello
Doston Kese Hen Ap Sab Ummid He Ke Achche Hi Honge
Me Aj Apke Sath Ek New Trick Share Karunga Jiska Name He Ek Mobile Me 99 WhatsApp Accounts Kese Use Karen To Doston Aage Badhne Se Pehle Me Apko Bata Dun Ke Hamri Pichli Post Me Apko Koi Bhi Problem Ho Ya Is Post Me Koi Problem Ho To Comment Me Apni Problem Hame Batayen Hum Apki 24X7 Help Krenge Chaliye Ab Badhte Hen Apni Aaj Ki Post Ki Taraf...

Age Badhne Se Pehle Me Apko Bata Dun Is Trick Me Hum 99 WhastApp Account  Ek App Trough Use Karnge Jo App Play Store Par Available Nhi He Iski Waja Yeh He Doston Ke Kuch Log Iska Galt Faida Utha Rahe The Jese Rong Numbers Par Messages Karna Or Crime Ke Liyen Use Karna To Isliyen Is App Ko Play Store Se Remove Kar Diya Gaya..

Yeh Bhi Read Karen...
⇓
WhastApp Image, Audio, Video, & Documents Auto Download Off Kese Karen


Note:- Please Is Trick Ka Miss Use Na Kare Kyunke Esa Karne Se Hame Koi Pareshni Nhi He Balki Phir Aphi Is Trick Use Nhi Kar Paoge Kyunke Jab Kisi Chiz Ka Miss Use Hota To Compay Use Ban Kar Deti He.


Doston Mujhe Pata He Ap Log Heran Hoge Ke Ek Mobile Me 99 WhatsApp Accounts Kese Use Ho Sakte Hen Bhala Lekin Yeh Sach He Koi Fake Trick Nhi He Kyun Ke Mujhe Pata He Fake Tricks Padh Ka Log Nirash Honge Or Mere Blog Par Ana Band Kar Denge Mujhse Ese Kuch Nhi Karna.. Is Trick Se App Jitne Chahe Accounts Create Kar Ke Use Kar Sakte He Hen....

Yeh Bhi Read Karen...
⇓
WhatsApp Ke New Feature. 2017 (Jo Ap Nhi Jante Honge)


Note:- Please Is Trick Ka Miss Use Na Kare Kyunke Esa Karne Se Hame Koi Pareshni Nhi He Balki Phir Aphi Is Trick Use Nhi Kar Paoge Kyunke Jab Kisi Chiz Ka Miss Use Hota To Compay Use Ban Kar Deti He.


Kese Use Karen Ek Mobile Me 99 WhatsApp Accounts


Step.1 _ Sabse Pehle Apko Mere Diye Gaye Download Link Par Ja Kar Apko Ek App Apne Mobile Me Install Karni He Jiska Name He 99 Accounts  Jese Mene Upper Bataya Tha Ke Yeh App Pehle Play Store Par Thi Par Logo Ne Iska Miss Use Kiya To Kisi Waja Se Yeh App Play Store Se Remove Kar Di Gai He Yeh App Ap Mere Diye Hue Link Se Download Kar Sakte Hen .

Download Link

App Logo






Step.2  _  Install Hone Ke Bad App Ko Open Karenge To Apko Apke Mobile Me Installed Sari App Yahan Dekhenge To Doston Apko Jis Messenger App Ka Account Banana He Ap Use Select Karen Or Upar Right Side Par Ek Boy Ka Bana Hua Logo Dikhaidega Us Par Click Karen..


(Ziyada help ke liyen niche image me dekhen)




(Ziyada help ke liyen niche image me dekhen)




(Ziyada help ke liyen niche image me dekhen)



Step.3 _ Or Uske Bad Top Right Side Par Is → (+) Ke Mark Par Click Karen Or or Phir Jo Bhi Ap Use App Ka Name Rkhna Chate Ho To Woh Name Creat User Me Dalen Uske Bad Apka Kam Pura Hua Ab Ap 99 Accounts App Me  Bahar Menu Me Back Aiyen Or WhatsApp Par Click Karen Or Usme Apke Create Kiye Hue Name Dikhaiyega Jo Apne Create User Me Dala Tha Woh Wala Us Ke Bad Ap Ko Jonsi App Use Karni h Us Par Click Karen Or Is Trick Ka Maza Usethen Isi Tarhan Agar Apko 3 Ya 4 WhastApp Use Karna He To Create  Use Wale Option Me Jaiye Or Ek New Name Ya Admin 1, 2, Ya Is Tarhan 
Dal Len Or App Ka Us Karne ....

Doston Iska Sabse bada Faida Yeh He Doston Ke Apke 99 Accounts Isi App Me Dikhiyega Is Liyen Kisi Ko Shak Nhi HogaK ap 1 Se Ziyada WhatsApp Use Karte Ho Yeh Is App Ki Sab Se Badi Khas Bat He Achcha Doston Ab Alvida Chahunga Wapas Aunga Kuch New Tricks Ke Sath Tab Tak Ke Liyen Bye Meri Batai Hui Trick Ko Achche Se Read Karen Or Koi Problem Ho To Niche Ccomment Me Humse Share Karen..

{SHUKRIYA}
Read More

Friday, April 14, 2017

Mohd Areeb

1 Android Mobile Me 2 Whats App Kese Use Kren

HELLO EVERYONE

Kese Ho Sab Ummid Karta Hun Ki Apko Mere Pichle Post Se Kafi Help Mili Hogi Jisme Mene Bataya Tha Ke Whats App Image, Audio, Video, Documents Auto Download Off Kese Kren  
Agr Nhi Padha To Post Ke Title Par Click Kar Ke Padh Sakte Hen  Apko Isme Yah Hamre Kisi Bhi Post Me Koi Bhi Problem Ho To Hame Comment Me Problem Batayen Apko 24X7 Help Milegi. Chaliye Ab Chalten Hen Apni New Post Par Jiska Name He 1 Android Mobile Me 2 Whats App Kese Use Karen..Doston Sabse Pehle Hum Jan Lete Hen Ke Hume 2 Whats App Se Kya Kya Help Mil Sakti Hen

Note:- Please Is Trick Ka Miss Na Kare Kyunke Esa Karne Se Hame Koi Pareshni Nhi He Balki Phir Aphi Is Trick Use Nhi Kar Paoge Kyunke Jab Kisi Chiz Ka Miss Use Hota To Compay Use Ban Kar Deti He.

2 Whats App Se Kya Kya Help Le Sakte Hen

1. Doston Ap Isse Apne Friends Ya Relatives Se Prank (Mazak) Bhi Kar Sakte Hen New Number Se Account Creat Karke

2.To Doston Hum Sabse Pehle Bat Karte Hen Aj Kal Ki New Generation Ki To Sab Ko Hi AJ Kal Maximum 2 WhatsApp Ki Zroorat Padhti He  1 Personal Use Ke Liyen Or 2 Apne Business Use Ke Liyen Doston Kai Bar Hum Dekhte Hen Ki Hum Ek Hi Whats App Se Personal Or Bussiness Dono Kam Karte Hen To Kafi Dikkat Hoti He Ke Ek Bar Me Client Ko Handel Karen Yah Friends Ko Yah Relatives Ko To Doston Mere Is Aj Ki Trick Se Aap Android Mobile Me Ek Sath Ek Hi Time Me 2 Whats App Use Kar Sakte Hen Mtlb Ek Sath Client Or (Friends Or Relatives) Ko Ek Sath Handel Kar Sakte Hen Easily To Ab Ziyada Der Na Kate Hue Start Karte Hen.

Yeh Bhi Padhen



To Doston Yeh Jo Trick Me Is Post Me Batane Ja Raha Hun Yeh Pehle Jin Android Mobile Ka Version 4.2.2 "Jelly Bean" Se Ziyada Hota Tha Sirf Unhi Me Work Karti Thi Lekin Ap Nirash Mene 4. Se Kam Versions Ke Liyen Bhi Ek Trick He or Ap Daily Mere Blog Par Visit Karen Apko Latest Tricks Or Kafi Knowledge Milegi  Ok To Start Karte Hen.

Step

To Friends Sab Se Pehle Ap Is Link Par Ja Kar Yeh App Install Karen Jo Is Trick Ke Liyen Important He Niche Download Ke Button Par Click Kar Ke Pehle Download Karen.,


4.0 And New Version Users Link



2.0 Old Smart Phone Users Link


Doston Sab Se Pehle Ap Yeh App Istall Karen Istall Karne Ke Bad Ap Is App Ko Open Karen Or Niche Right Side Me Ek + Ka Mark Ek Curcle Me Dikheda Use Par Click Karen Ab Ap Dekhenge Ke Isme Apki Mobile Ki Sari Apps Jinse Chatting Ki Jati He For Example WhatsApp, Hike, Line, Viber, Facebook Or Bhi App Jo Ap Chatting Ke Liyen Use Karte Hen Sab Dikhayega Apko In Sab Me WhatsApp Choose Karna He Or Thoda Wait Karna He Kyu Ke App Choose Karne Ke Bad Usme Processing Hoti Hen Processing Hone Ke Bad Ap Dekhenge Ke Wahan Ek New WhatsApp Dikhayega Ap Use Open Karen Or Apne New Number Se Account Creat Karen Karen.

(Ziyada help ke liyen niche image me dekhen)


Doston Ap Yeh Na Sochen Ki Yeh WhatsApp Apke Mobile Ke Menu Me Dikha Kyu Nhi Raha Kyun Ka Apk 2 WhatsApp Isi App Me Dikhayega Jisme Apne New Account  Banaya Tha Usme Hi Dikhayega


Note:- Please Is Trick Ka Miss Na Kare Kyunke Esa Karne Se Hame Koi Pareshni Nhi He Balki Phir Aphi Is Trick Use Nhi Kar Paoge Kyunke Jab Kisi Chiz Ka Miss Use Hota To Compay Use Ban Kar Deti He.

Is App Ka Fiada

 Wese Doston Dekha Jaiye To Isme Faida Ap Hi Ka He Ap Apne kisi Relatives Ya Friends Kisi Ko Mobile Doge To Use Pata Bhi Nhi Chalega Ke Apke Mobile Me 2 WhatsApp Hen Kyun Ke 2 WhatsApp Or Ap Easily Use Bhi Kar Paiyenge Yeh Is App Ka Sab Bada Faida He

To Doston Yeh To Tha 2 WhatsApp Trick Lekin Ap Is App Ka Use Kar Ke Facebook, Hike Viber, WeChat , Line, Instagram Yah Or Bhi Bohot Sari Apps Hen Jinke Ap Isi Trick Se 2 Account Bana Kar Use Kar Sakte Hen...











Doston Ummid Karta Hun Ke Aj Ka Hamara Post Apko Acha Lag Hoga Abhi Ke Liyen Itna Hi Milta Hun Apni Next Post Me Ek New Trick Ke Sath Hamari Post Ko Dhiyan Se Read Karen Or Jitna Ho Sake
Utna Share Karen Take Hume Apki Taraf Se Achcha Respose Mile Or Hum Apke Liyen Achchi Achchi Tricks Laiyen.

Abhi Ke Liyen Itna Hi Apko Is Trick Me Koi Bhi Problem Ho Yah Kuch Or Janna Ho To Hame Niche Comment Me Batiyen Hum Apki 24X7 Hours Help Krenge Milta Hun Apne Next Post Me Kuch New Tricks Ke Sath Tab Tak Keliyen  {GOOD BYE}.

Note:- Please Is Trick Ka Miss Na Kare Kyunke Esa Karne Se Hame Koi Pareshni Nhi He 
Balki Phir Aphi Is Trick Use Nhi Kar Paoge Kyunke Jab Kisi Chiz Ka Miss Use Hota To 
Compay Use Ban Kar Deti He.
{SHUKRIYA}

Read More

Saturday, April 1, 2017

Mohd Areeb

Whats App Image, Audio, Video, Documents Auto Download Off Kese Kren

Hello
Doston Kya Ap Pareshan Hen ke Ap ke Whats app Par Ai hui Chizen Apki Bina Parmission Ke Download Ho Jati Hen Or Apki MB West  Ho Jati He or Ap Nirash Ho Jate Hen Ke Meri MB West Ho Gai Ab Apko Pareshan Ya Nirash Hone Ki Zaroorat Nhi He Me Apko Aaj Ki Is Post Me Yahi Btaunga Ke Kese Ap Whats App Par Aii Hui Chizen Jese Image, Audio, Video, & Documents Auto Download Off Kese Karen....

Age Badhne Se Pehle Aapne Ager Apne Hamare Recent Post Nhi Read Ki To Ab Read Karlen Ummid Karta Hun Apko Unse Kafi Help Milegi

1st Post
Kisi Bhi Android Mobile Me Ek Click Me Screen Short Kese Len

2nd Post
Whats App Ke New Features. 2017 (Jo Ap Nhi Jante Honge)


AAJ KI POST SE RELATED PROBLEMS

Mene Dekha He Bohot Se Log Pareshan Ho Jate Hen Ke Unke Whats App Group Ya Conversation Par Aai Hui Chizen Automatically  Download Ho Jati Hen Ya Kai Log Small Recharge karate Hen Only Chatting Ke Liye Or Jab Unko Pata Lagta He Ke Unki MB Whats App Ke Is Auto Download Ke Is Feature Ki Waja Se Auto Downloading Ho Kar West Ho Gai He Woh Gussa Hote Hen Yah Dubara Data Recharge Karate Hen Lekin Ab Esa Nhi Hoga Ap Usse Stop Kar Sakten Hen Bas Mere Bataiye Hue Kuch Step Ko Follow Kar Ke...

1. Step

Sabse Apna Whats App Open Kijiye Open Karne Ke Bad Setting Me Jaiyen Or Wahan Par Data Usage Ka Ek Option Hoga Us Par Click Karen..

(Ziyada Help Ke Liyen Niche Image Me Dekhen)




 Next Step

Uske Bad Ek Option Hoga Whene Using Mobile Data  Ap Us Par Click Karen Ek Popup Window Khule gi Jisme Photo, Audio, Video, Or Documents Ke Option Honge Apko Jo Jo Auto Download Karna He Us Par Tick Karen Or Bas Ho Gaya Apka Kam...

(Ziyada Help Ke Liyen Niche Image Me Dekhen)



Agar Ap Mobile Data Use Karte Hen To Gaya Apka Kam...
Agar Wifi Bhi Use Karte Hen To Age Ke Step Follow Karen
Doston Is Feature Ki Sab Se Achi Bat Yahi Ke Ap Jab Bhi Kisi Ka Wifi Use Kar Rahe Ho to Apke Whats App Par Aai Hui Chizen Automatically Download Ho Jaiyengi Matlab Free Me Sab Download Agar Ap Usko  Bhi Choose karna He To Kuch Step follow Karen..

1st Step 
Ab Ap Wapas Se Whats App Open  Karen Or Data Usage Wale Wale Option Me Jaiyen




Ab Ap Dekhenge Whene Connect On Wifi Ka Ek Option Hoga Us Par Click Karen Or Dubara Ek Popup Widow Khulegi Usme Bhi Photo, Audio, Video, Or Documents Ke Option Honge Apko Jo Jo Wifi Auto Download Karna He Us Par Tick Karen Or Bas Ho Gaya Apka Kam...

(Ziyada Help Ke Liyen Niche Image Me Dekhen)



Options Ticks Karen



Doston Ummid Karta Hun Ke Aj Ka Hamara Post Apko Acha Lag Hoga Abhi Ke Liyen Itna Hi Milta Hun Apni Next Post Me Ek New Trick Ke Sath Hamari Post Ko Dhiyan Se Read Karen Or Jitna Ho Sake Utna Share Karen Take Hume Apki Taraf Se Achcha Respose Mile Or Hum Apke Liyen Achchi Achchi Tricks Laiyen

Abhi Ke Liyen Itna Hi Apko Is Trick Me Koi Bhi Problem Ho Yah Kuch Or Janna Ho To Hame Niche Comment Me Batiyen Hum Apki 24X7 Hours Help Krenge Milta Hun Apne Next Post Me Kuch New Tricks Ke Sath Tab Tak Keliyen  {GOOD BYE}


{SHUKRIYA}
Read More

Monday, March 27, 2017

Mohd Areeb

Whats App Status Me 1 Se Ziyada Pic kese Lagayen

Hello
Doston Kese Hen Ap Sab Ummid Karta Hun Achche Hi Honge
Me Mohd Areeb Wapas Aya Hun Ek New Trick Ke Sath...

Aage Badhne Se Pehle Me Apko Bata Dun Yeh Mera 3rd Post He Agr Apne Hamare Pehle Ke 2 Post Nhi Padhe To Me Chahunga Ap Pehle Woh Padhlen..

1st Jisme Mene Btaya He Ke...
⇓
Kisi Bhi Mobile Me One Click Me Screen ShortKese Len

&

2nd Jis Me Mene Whats App Ke New Features Ke Bare Me Bataya Tha Ke...
⇓
Chaliye Ziyada Der Na Karte Hue Badhte Hen Aj Ke Topic Par Jisme Me Apko Batunga Ke Whats New Jo New Feature Launch Kiya He Status Me Photo Use Karne Ka Usme Hum Ek Se Ziyada Pics Kese Laga Sakte Hen... 

Whats App Status Me Ek Se Ziyada Photos Kese Lgayen

Sab Se Pehle Apna Whats App Open Kijiye Phir Whats App Status Par Click Kren Phir Apni Pasand Ki Koi Bhi Photo Set Karlen Yeh To Ho Gaya Single Photo Ok Kai Bar Hamre Man Men Ichcha (Khuahish) Hoti He Ke Is Ke Sath Sath Koi Or Bhi Pic Lagaun Status Me Jese 2 Hon Tah 3 Hon Yah Jitni Bhi Hon Iski Limit Abhi Confirm Mujhe Pata Nhi He Lekin Jald Hi Me Woh Bhi Update Kar Dunga Ok Friends 

So Ab

Next Step 

Ab Apko 2nd Pic Usi Ke Sath Attached Karni He To Ap Dekh Sakte Hen Nichen Green Color Ka Circle (GOLA) Dikhega Ap Us Par Click Kariye..

(Ziyada help ke liyen niche image me dekhen)


Is Tarhan Ap Whats App Status Par Ek Sath Kai (MORE) Pics Laga Sakte Hen
Dosoton Mujh Pata H Bohot Se Log Is Feature Se Preshan Hen Q Ke Yeh Features Har Kisi Itna Khas Nhi Laga Lekin Dekh Jaiye To Is Feature Se Hum Ek Sath Kai Pics Laga Kar
Enjoy Kar Sakte Hen.

(Mujhe Pata He Friends Hey Feature Kisi Bhi Ziyada Acha Nhi Laga Lekin Friends Yeh Feature Dhire Dhire Sabko Acha Lagne Lagega 

Abhi Ke Liyen Itna Hi Apko Is Trick Me Koi Bhi Problem Ho Yah Kuch Or Janna Ho To Hame Niche Comment Me Batiyen Hum Apki 24X7 Hours Help Krenge Milta Hun Apne Next Post Me Kuch New Chizon Ke Sath Tab Tak Keliyen {GOOD BYE}

{SHUKRIYA}

Read More

Saturday, March 18, 2017

Mohd Areeb

Android Mobile Me Screenshort Kese Len

ANDROID MOBILE ME SCREENSHORT KESE LEN

Hello  friends yeh mera first post he jo bhi galti ya kami ho to niche comment me hame bataiyen hum kami ya galti ko improve krenge ab ziyada time west na karte hue hum apne topic par ate hen hamara aj ka topic he ke  android mobile me screenshort kese len doston apne dekha hoga ke kai mobiles me company yah to hard tarike se screenshort ka option dete hen yaha kisi kisi mobile me hum screenshort nhi le pate to friends aj me apko yahan easy trick bataunga jisse ap easily kisi bhi mobile me screenshort le sakte hen bina kisi preshani ke.



Android Mobile Me Screenshort Kese Len


ASAN TARIKE SE ANDROID MOBILE ME SCREENSHORT KESE LEN

Follow Steps:

Step. 1

Mere diye gaiye link par click karke yeh app download kren  





To doston me man kar chal rahah hun ke apne app install kar liya h ab mere diye hue steps ko follow karen

Step. 2

App ko open karen ke bad setting me jakar Start Capture par click  


(Ziyada jankari ke liyen niche Images me dekhen)


Android Mobile Me Screenshort Kese  Len


Start capture par click karte hi blue start capture ka option red color stop capture main convert ho jayega jo kuch niche di hui images k type ka hoga ab apki setting ho gai he.



(Ziyada jankari ke liyen niche Images me dekhen)


Android Mobile Me Screenshort Kese  Len

Step. 3

Ab apke mobile ki screen par blue color me camera Icon show hoga ab apka kam ho gaya ab ap jitne chahe jahan chahe screenshorts le sakte ho.

Note : Agar yeh app apke mobiel me works nhi karti to ap niche diye gaiye link se dusri app 
App install kar ke use kar sakte  ho..

1st Download Link               2nd Download Link                3rd Download Link


Acha Friends Ab Me Alwaida Chahunga Meri Pehi Post Kesi Lagi Mujhe Comment Me Zaroor Bataiyen Milta Hun Kuch New Le Kar Tabtak Ke Liyen 
Good Bye
Read More